꧁༺SPECIAL THANKS TO THE DIRECTORS OF THIS WEBPORTAL "MR. AYAN & MRS. RIDA " FOR THEIR MOST PRECIOUS TIME TO DESIGN THIS SO EFFICIENTLY....༻꧂

꧁༺HELLO 👋👋👋YOU ARE WELCOME HERE༻꧂

Achhi Baat

 




kisi ke aibon ko to be naqaab na kar
ishwar baitha hai to hisaab na kar
buri najar se na dekh mujh ko dekhne wale
main laakh bura sahi to apni najar kharab na kar

zindagi main teen mantar yaad karlo
adand, main vachan mat kijiye
krudh, main utthar mat dijiye

bohut soch samjh kar rotha karo
Q ke apno ko manane ki riwaaz khatam ho gaya hai

aaj ke insaan ko na kaide pasand hai aur na waade
use to bus faide hi faide pasand hai

gairon ne nasihat di aur diya apno ne dhoka
ye duniya hai saheb yahan chahiye har kisi ko bus mauka

zindagi main ek ushul hamesha yaad rakhna
pahechan sab se rakhna lekin bharosha sirf khud pe karna


Achi Baat

nadi jab kinara chhodh deti hai rah ki chattane todh deti hai
baat choti si agar chub jaye dil main to zindagi ke rashte modh deti hai

Achi baatein

rishta kharab hone ki ek wajah ye bhi
ke log jhukna pasand nahi karte

kisi ko neend aati hai magar khuwabo se nafrat karta hai
kisi ko khuwab se piyaar hai magar wo so nahi pata

rishto ki khubsurti ek dusre ko samjhne main hai
agar khud jaisa insaan talash karoge to thak jao ge

zindagi main agar gulaab ki tarah khilna hai aye dost
to kaaton se raalmol ki kalah sikhni hogi

us lamhe ko bura mat kaho jo aapko thokar phuchata ho
balki us lamhe ki qadar karo Q ki wo aapko jeene ka andaaz shikhata hai

baat karne se hi baat banti hai par
baat na karne se aksar baatien ban jaati hai

kabhi haar nahi maanti ye borayi ki aadat hai
aur jo kabhi haarti nahi wo acchayi ki taqat hai


Achi Baatein in Hindi For Facebook

jisko jo kahena hai kahne do ye waqt waqt ki baat hai
apna kiya jata hai waqt to sabka aata hai

achi baatein shayari

har shaks parindo jaisa ham dard nahi hota dost
bohut be dard baithe hai is duniya main jaal bichane wale

zindagi main kabhi apne kisi hunar par ghamand mat karna
Q Ki patthar jab paani main girta hai to apne hi wajan se dubta hai

itni wafadari na kar kisi se yun madhosh hokar
ye duniya wale ek khata ke badle saari wafayen bhula dete hai


Achi Baatein Hindi Wallpaper

jisko sunna aye usko bolne ki zarurat hi nahi
Q ke phir uska qaram bolta hai uska waqt bolta hai

jisko bhi mila hai samundar ki gahraiyon se hi mila hai
laajawab moti yun kisi ko kinaro par nahi milte

ummidun ka daman thaam rahe ho hausla banaye rakhna
Q ki nakamiyan jab chubne lage to kamiyabi behad kareeb hoti hai

yun na pochu ki zindagi khushi kab deti hai
Q ki shikayat to unhein bhi hai jinhen zindagi sab kuch deti hai

zindagi main ji chahe wo haasil karlo
bus itna yaadc rahkna ki manzil ka kafila
kabhi logo ko todh kar nagujre

Achi Baat In Hindi

na wo sapne dekho jo tuth jaye

na wo haath thamu jo ruth jaye
mat aane do kisi ko kareeb itna
ki uske door jane insaan ruth jaye


Inspirational Quotes

insaan ki chahat hai udhne ko par mile
aur parindo ki chahat hai ki rahne ko ghar mile

baatein jo bolo sabhal kar bolna chahiye
Q ki jab wo wapas lauti hai to rop badal ke aati hai

tum jab akele ho to apne vicharo ko sabhalo
aur jab tum sabke beech ho to apne shado ko sabhalo

tum dusro ke rashte ki rukawate door karte jao
tumhari apni manzil ka rashta aasaan hota jayega

jab jab mujhe tumhari zarurat thi
tab tab ke liye saath chhodne ka shukriya


achi baatein hindi me

tanhayi bohut khatarnaak hoti hai

jise ek baar is ki hawa lag jaye
phir wo logo se door hota chala jata hai

Motivational Status

acchi soch ek aisa diya hai
jo agar thik tarah se raushan jaye to
dil andheri gaar main raushni paida kar sakti hai

shaks mahenat ke bigair kaammiyabi ka khuwaab dekhna
aisa hai jaisa bina fasal ke fasal kaante ki ummeed rakhna

apne humsafar ko apne jaisa hone ki tawakkha mat karo
Q ke tum kisi ka seedha haath pakadh ke seedhe nahi chal sakte

mushkil tab hoti hai jab insaan andar se tuta huwa ho
aur use majbor hokar apno ke liye mushkurana padhe


kabhi kabhi hum dusro ko sahara dene main
is qadar kho jate hai ke humein pata hi nahi chalta
k hum kab be sahara ho gaye

kandhe main bola huwa ek kathor sabh itna jahelira ho sakta hai
aapki piyari baaton ko ek minet main nusth kar sakta hai

Previous
Next Post »

Featured Post

A Scary Night in Hindi